Urdu MCQs

Urdu repeated MCQs from Past papers of PPSC,FPSC,NTS,CSS

Urdu most repeated mcqs.Urdu mcqs, Urdu past papers.www.testdunya.com

Urdu Repeated MCQs

  1. “ban ki chirya” kay shair kon hain?
    Majeed Amjad
  2. “Black out” kay takhleeq kar ——– hain.
    Faiz
  3. “Announcer” kay khaliq hain?
    Mukhtar Saddiqui
  4. “Deevan” kay ilawah Nasir Kazmi ka shairi majmooa _____ bhi hai.
    barg e nay
  5. “Chand hum asr” me _______ khakay hain.
    24
  6. “Khizar-e-Raah” Iqbal kay ______ shari majmooay me shamil hai.
    bang e dara
  7. “Khakim Badhin” kay debaachay ka unwaan hai?
    dast e zulaikha
  8. “shab-e-rafta” ka intisaab kis kay naam hai?
    subh e Nau
  9. “Udaas Naslain” kay _____ abwaab hain.
    50
  10. “Maai Gul Bano” ka musannif hain——–.
    Ahmad Nadeem Qasmi
  11. “Kapaas k Phool” me kitnay afsaanay hain?
    17
  12. “Mas-e-khaam ko jis ne kundan banaya Khara or khota alag kar dikhaya” kis ka shair hai?
    Haali
  13. Majeed Amjad ka kulyaat ______ ne murattab kiya.
    Dr.khawja Zikriya
  14. “Aab-e-gum” or “Zargushat” kay musannif ka naam?
    Mushtaq Ahmad Yousafi
  15. Udaas Naslain kay hero ka naam _______ hai.
    Naeem
  16. “Zindagi” ka ta’luq kis sinf-e-adab se hai?
    Tamseel
  17. Raja Gidh ki heroin ka naam _______ hai.

    seemi

  18. “Seerat-un-Nabi (pbuh) kay ilawah Shibli ki sawaneh nigari ki kitab _____ bhi hai.
    Hayat e Javed
  19. Novel “Udaas Naslain” ko 50 abwaab or ——- hisson me taqseen kiya gaya hai.
    4
  20. “Raftagan” kis shaair ki nazm hai?
    Majeed Amjad
  21. Nazm “Peshru” kis shairi majmooay me hai?
    Shab e Rafta
  22. Musaddas kay band me kitnay shair hotay hain?
    6
  23. “Chand Hum Asr” kay mozuaat ——- hain.
    khaakay
  24. “Saqi Nama” —– ki nazm hai.
    Iqbal ki (Baal e jibreel)
  25. “hain aaj kyun zaleel kay kal tak na thi pasand
    ghustaakhi-e-farishta hmaari janaab me” kis ka shair hai?
    Ghalib
  26. Hijrat or Judai ka dukh kis ka kalaam me numaayan hai?
    Nasir Kazmi
  27. Shahnaama-e-Islam kitni jildon me hai?
    4
  28. “Khakim Badhan” me mazhahiya —— hain.
    Khakay
  29. Meer Taqi Meer kay kitnay majmooay shaya huay?
    6
  30. Tassawuf or falsafay ka bara shaer hai?
    Ghalib
  31. Mushtaq Yusfi ki tanz o mazah ki kitni kutub shaya ho chuki hain?
    4
  32. “tu meri raat ko mehtab se mehroom na rakh
    teray paimaanay me hai maah-e-tamaam ae saqi” kis ka shair hai?
    Iqbal
  33. Raja Gidh novel me gidh kya hai?
    alamat
  34. Novel nigar, afsana nigar, or drama nawees?
    Ahmed nadeem qasmi
  35. _______ tarraqi pasand or maqsad pasand hai lekin us ne kabhi bhi tan kisi maqsad par qurbaan na kiya.
    Qasmi
  36. “Raja Gidh” or “Udaas Naslain” me kahin kahin ______ bohat khatakti hai.
    Tawalat
  37. Ahmed Nadeem Qasmi k ziyada tar afsanay ________ mozuaat par mabni hain.
    Daihi(rural)
  38. “Durayat” kay asool kis kitaab me hain?
     Seerat-un-Nabi (PBUH)

Get more Material