Urdu MCQs

Urdu MCQs Solved for PPSC, FPSC, NTS in PDF from Past Papers

Urdu MCQs from Past papers of PPSC, FPSC, NTS, CSS Download PDF, Solved Urdu MCQs for NTS, PPSC, OTS, CSS. Urdu MCQs with Answers taken from past papers for PPSC, FPSC, NTS Preparation. 

Important Urdu MCQs from Past papers of PPSC, FPSC, NTS, CSS Download PDF, Solved Urdu MCQs for NTS, PPSC, OTS, CSS. Urdu MCQs Book with Answers taken from past papers for Public Service Commission. 

Question Answer
Sonnet kitnay misron per mushtamil sinf e sukhan hai? 14
Shaiyiri mein “shakhsiat ki nafi” ka tasawwur kis maghribi naqqad ne paish kia? Eliot
Ghalib ka san e wafat? 1869
”Mukhzin” ka pehla shumara kab shaya hua? April 1901
”kaii chand thay ser e aasman” kis ka novel hai? Shams ud din Farooqi
Muqadamma sher o shairi ka saal e ishayat? 1893
Tanqeed aur amli tanqeed k musannif ka naam? Ahtasham Hussain
Allama Iqbal ki nazm “Zauq o shauq” un k kis majmmoay mein shamil hai? Baal e Jibriel
Talkhaba e sheereen kis ka shaeri majmooa? Hafeez Jalandhri
Anjuman e Punjab se wabasta maroof angrez shakhsiat? Dr. Lietner
Tarraqi pasand tehreeq ki pehli conference kaha munaqqid hui? Lakhnao
”ishq o inqilaab kis taraqqi pasand shaair ki kullyat hai? Zaheer Kashmiri
”halqa arbab e zauq” ka pehla ajlaas kis ki zer e sadarat hua? Hafeez Hoshiyar Poori
”aaraish e mehfil” mein kon sa qissa bayan hua hai? Hatim Taai
Dil gudaaz k mudeer ka naam? Abdul haleem sharar
Sir Syed ki zindagi mein tehzeeb ul akhlaq ka aakhri shumara kab shaya hua? 1897
Sham ki mundair se”kis noyiat ki tasneef hai? khud navisht
Dakkan me urdu kay aghaz kay nazariye ka bani kon hai? Naseer Ud din Hashmi
Ghalib ne urdu ki kis kitab ko alfaaz ka bhatyar khana qarar diya hai? Fasana e ajaa’ib
Urdu me mazmoon ki sinf ko kis ne muta’rif karaya? Sir Syed Ahmad Khan
Kis novel me haraam o halal ka nazariya pesh kiya gaya hai? Raja gidh
Kis afsana nigar ne apnay afsaano me ziyaada tar dehi mua’sharat ko pesh kiya? Ahmad Nadeem Qasmi
Kis afsaanay ka bunyadi mozu tasanna or zahirdari hai? Overcoat
“mitti ka diya” sinf kay aitbar se kya hai? Khud navisht
Kis shairah kay haan “khusboo” lafz tawatar k sath istemal hua hai? Perveen Shakir
kis shair ko mirza ghalib ki shagirdi ka sharf hasil hua? Haali
Kis shair kay nazdeek jannat ki haqeeqat dil ko khush rakhnay ka bahana hai? Ghalib
Kis naqaad ne anees or dabeer kay kaam ka jaiza ek sath liya hai? Shibli
“Akhbar Urdu” ka taluq kis idaaray se hai? muqtadira qaumi zuban
Pakistan adab ki tahreek ki awaleen awaz kis ne buland ki? Muhammad Hasan Askari
“Taa’subaat” kis naqqad kay tanqeedi mazameen ka majmooa hai? Fateh Muhammad Malik
Mirza Qutub ud din Aibak nazm_____ ka juzv hai. Shahnama Islam
Baray aalu ka kuch bayan ho jaye”_____ka mazahya mazmoon hai. Mushtaq Ahmad Yousafi
Manzil e shab”_____ka majmooa’e kalam hai. Mukhtar sadiiqui
Khalida Adeeb khanam_____ki Umda tehreer hai. Ch.Afzal haq
)Nazm “Manto” kis shairi majmooa mein hai? Shab e rafta
Haasil na kijye daher se ibrat he kyon na ho”____ka misraa hai Mirza Ghalib
Theudor Morison ka ziker____k khakay mein hai. Sir Syed Ahmad khan
Heart Attack______ki nazm hai. Faiz Ahmad faiz
Naeem_____ka kirdaar hai. Udaas naslen
_____Aagra mein paida hue aur Delhi mein Mughal darbar se wabasta rahay.. Mirza Ghalib
Aik Khadim e Khalq ki kahani”_____ki tehreer kerda hai. Ch.Afzal haq
Intekhab e kalam e Meer pehli baar kab shaya hua? 1930
____1911 mein Sialkot mein paida hue aur lahore mein wafat payi. Faiz Ahmad Faiz
Mein he tou ik raaz tha seena e kaainat mein”_____ka misraa hai. Iqbal
Mah o saal e aashnayi_____ka safarnaama hai. Faiz Ahmad faiz
Shibli Naumani ki “Seerat un Nabi” ko ____ne mukammal kia Syed Suleman Nadvi
Khawaja Altaf Hussain Haali_____k mushayiron mein shareek hue? Anjuman e Panjab
Prof Sohail____ka kirdaar hai. Raja Gidh
)”be’khudi le gayi kahan ham ko
daer se intezaar hai apna”______ka sher hai
Meer taqi Meer
Masnavi “gulshan e Ishq” kis ki tasneef hai? Nusrati

GET Urdu MCQs PDF

Urdu MCQs